|
SSL kiya hain ? |
SSL kiya hain,hey friends aaj ham saabhi janenge SSL kiya hain ? aaj ke yeh post ke aandar main aapko SSL ki puri jankari dene wala hu,Main aasha rakhta hu aapko yeh post jaror pasand aayega,to baane rahiye hamare sath aaj ke yeh post ke aandar.
SSL kiya hain :-
SSL ka full meaning hota hain ( Secure sertificate Licence ) jo ke maatlab isse pata chalta hain aapka jo website hain wo secure hain ke nhi,aagar aapke website par SSL certificate nhi hota hain
to isse user jo hota hain wo samajhta hain ke aapke jo website hain yeh secure nhi hain iske jo information hota hain wo secure nhi hota hain or user bhi aap par trust nhi karta hain isiliye aapke
website par SSL hona jarori hota hain.Or aagar aapke website koyi aisa website hain jiske through user aapko payment send karega or aap recived karenge taab to or bhi jarori hain nhi to user aapko payment send nhi karega kyu ke aapka website jo hain wo secure nhi hain to isse oski card ki details leak ho sakta hain to isiliye SSL ka hona bohut he jarori hota hain.
SSL kaha se le :-
SSL kaha se le, dosto yeh bohut he jarorat hain ke aap SSL kaha se le,aap jaha se hosting lete ho Go daddy ,Reseller club, ya jaha se bhi hosting lete hain taab aapko bataya jata hain ke aap hosting ke sath SSL lena cahate hain ke nhi to aab waha se bhi direct aap hosting ke sath bhi SSL le sakte hain or iske liye aapko per year koch amount pay karna padht hain.Aap cahe to ek sath bhi 2 se 3 saal ke liye le sakte hain.
SSL kiya hain ? |
Only SSL le sakte hain :-
friends aagar aap pochenge aap only serf SSL buy kar sakte hain,hosting ke bina to mera jawab hain haa aap hosting ke bina khali SSL bhi le sakte ho.Aagar pehle hosting le choke hu lekin aapne SSL nhi liya hain to aap aalag se SSL le sakte ho kisi bhi website se jo website SSL,domain,hosting wagera sell karta hu.Jaise ke Go daddy,hostinger,Reseller etc. aap waha se alag se le kae aapne website ke aandar set kar sakte ho.
Blogger main SEO kaise kaare ?
Free SSL :-
kiya aapko pata hain aap free main bhi SSL le sakte hain,aagar aapka site blogger par build karte han taab aapko ek free ka SSL diya jata hain.Lekin iske liye aapko ek custom domain ka jarorat hota hain.Custom domain ka maatlab hota hain aapko kahi se bhi ek domain name buy karna hota hain fir aapke blogger par set karne ke baad aap free main SSL ko enable kar sakte hain.
Wordress free SSL :-
Dosto blogger par to aapko free main SSL mil jata hain lekin wordpress par aapko free main SSL nhi milta hain.aagar aapka site wordpress par hain taab aapko hosting ke sath sath SSL bhi lena padhta hain.lekin blogger par aapko hosting or SSL ki koyi jarorat nhi hota hain serf ek domain cahiye hota hain.
Domain name kiya hain ?
SSL enable karne se kaise pata chalega :-
aagar aap aapne website par SSL ko set karte hain taab aapko aapke website ke URL ke sath ek lock ka icon aayega isse pata chalega aapke website secure hain.or aagar aapke website secure nhi hain to aapke website ke URL ke sath ek red colour ka warning icon aayega or not secure likha aayega jisse pata chalega aapka website secure nhi hain.
SSL kiya hain ? |
Conclusion :-
Dosto main aasha karta hu aapko main SSL ke related puri jaankari de chuka hu aagar aapko fir bhi koch janna hain to aap hamse comment karke poch sakte hain aapko reply karke ham jaror aapka problem solve karne ki puri kousish karenge.aapka mollayban samay ke liye bohut bohut dhannaybad.